Aakhri Ishq Lyrics in Hindi sung by Jubin Nautiyal and written by Irshad Kamil from the movie Dhurandhar The Revenge (2026). The music is composed by Shashwat Sachdev. Music label T-Series.
Aakhri Ishq Song Details
| 📌 Song Title | Aakhri Ishq |
| 🎞️Album | Dhurandhar The Revenge (2026) |
| 🎤 Singer | Jubin Nautiyal |
| ✍️Lyrics | Irshad Kamil |
| 🎼Music | Shashwat Sachdev |
| 🏷️Music Label | T-series |
| ▶ See the music video of Aakhri Ishq Song on T-series YouTube channel for your reference and song details. |
आखरी इश्क़ Lyrics In Hindi
मैं ना रहा मेरे बाद में
मिलेगा ना इश्क यहां
वो इश्क जो इन दोनों जहां
के भी ना मिले दरमियां
साया हूं मैं, मैं सांस हूं
तेरे साथ हूं मैं जाएगी अब तू जहां
मैं ना रहा तो क्या हुआ
तेरे पास है इश्क मेरा
जो मैं ना रहा तो क्या हुआ
मैं आखिरी
मैं आखिरी हूं इश्क तेरा
मैं ना रहा मेरे बाद में
मिलेगा ना इश्क यहां
वो इश्क जो इन दोनों जहां
के भी ना मिले दरमियां
तू भी रहेगी तू ना
मैं ना रहा तो
आंगन आंखों में सूना
मैं ना रहा तो
शीशा जो देखो तो भीगे बालों को
मेरे हाथों से छूना
मैं ना रहा तो
बहुत खूब हूं, बहुत खास हूं
अभी पास हूं
तो पूरी करे दोनों दास्तां
बहुत खूब हूं, बहुत खास हूं
अभी पास हूं
तो पूरी करें दोनों दास्तां
ये दास्तां तेरी मेरी
कोई भी ना जाने
सच है या सच का गुमां
मैं ना रहा तो क्या हुआ
तेरे पास है इश्क मेरा
जो मैं ना रहा तो क्या हुआ
मैं आखिरी
मैं आखिरी हूं इश्क तेरा
मैं ना रहा मेरे बाद में
मिलेगा ना इश्क यहां
Aakhri Ishq Lyrics in English
Main na raha mere baad mein
Milega na ishq yahan
Woh ishq jo in dono jahaan
Ke bhi na mile darmiyaan
Saaya hoon main, main saans hoon
Tere saath hoon main jaayegi ab tu jahaan
Main na raha to kya hua
Tere paas hai ishq mera
Jo main na raha to kya hua
Main aakhiri
Main aakhiri hoon ishq tera
Main na raha mere baad mein
Milega na ishq yahan
Woh ishq jo in dono jahaan
Ke bhi na mile darmiyaan
Tu bhi rahegi tu na main na raha to
Aangan aankhon mein soona main na raha to
Sheesha jo dekho to bheege baalon ko
Mere haathon se chhoona main na raha to
Bahut khoob hoon, bahut khaas hoon
Abhi paas hoon
To poori karein dono daastaan
Bahut khoob hoon, bahut khaas hoon
Abhi paas hoon
To poori karein dono daastaan
Yeh daastaan teri meri
Koi bhi na jaane
Sach hai ya sach ka guman
Main na raha to kya hua
Tere paas hai ishq mera
Jo main na raha to kya hua
Main aakhiri
Main aakhiri hoon ishq tera
Main na raha mere baad mein
Milega na ishq yahan





