Aur Kya Chahiye in Hindi: The song is sung by Paresh Pahuja, and has music by Paresh Pahuja while Paresh Pahuja and Siddhant Kaushal have written the Aur Kya Chahiye Lyrics.
Aur Kya Chahiye Song Details
| 📌Song Title | Aur Kya Chahiye |
| 🎤Singer | Paresh Pahuja |
| ✍️Lyrics | Paresh Pahuja and Siddhant Kaushal |
| 🎼Music | Paresh Pahuja |
| 🏷️Music Label | Paresh Pahuja |
| ▶ See the music video of Aur Kya Chahiye Song on Paresh Pahuja YouTube channel for your reference and song details. |
Aur Kya Chahiye Lyrics In English
Ae dil mere bata de tujhe,
Aur kya chahiye
Jo mila nahi tujhe kyun wahi,
Har baar chahiye
Ae dil mere bata de tujhe,
Aur kya chahiye
Jo mila nahi tujhe kyun wahi,
Har baar chahiye
Ae dil mere.. Dil mere
Kehte hain har kisiko,
Nahi milta mukammal naseeb
Joothi thi baatein yeh toh,
Jab tu tha mere qareeb
Kehte hain har kisiko,
Nahi milta mukammal naseeb
Joothi thi baatein yeh toh,
Jab tu tha mere qareeb
Mehmaan banke ab toh,
Rehta hoon apne hi ghar
Khamosh rehke hoon thak gaya,
Humzubaan chahiye
Naaraz hai phir bhi
Mujhe mera yaar chahiye
Ae dil mere bata de tujhe,
Aur kya chahiye
Jo mila nahi tujhe kyun wahi,
Har baar chahiye
Written by:
Paresh Pahuja and Siddhant Kaushal
⚠️ Disclosure: इस पेज में Amazon एफिलिएट लिंक शामिल हो सकते हैं। अगर आप इन लिंक के ज़रिए खरीदारी करते हैं, तो हमें बिना किसी अतिरिक्त लागत के कमीशन मिल सकता है।
🎧 Better Sound Experience




