और क्या चाहिए Aur Kya Chahiye Lyrics In Hindi- Paresh Pahuja

Aur Kya Chahiye in Hindi: The song is sung by Paresh Pahuja, and has music by Paresh Pahuja while Paresh Pahuja and Siddhant Kaushal have written the Aur Kya Chahiye Lyrics.

Aur Kya Chahiye Song Details

📌Song Title Aur Kya Chahiye
🎤Singer Paresh Pahuja
✍️Lyrics Paresh Pahuja and Siddhant Kaushal
🎼Music Paresh Pahuja
🏷️Music Label Paresh Pahuja
▶ See the music video of Aur Kya Chahiye Song on Paresh Pahuja YouTube channel for your reference and song details.

Aur Kya Chahiye Lyrics In English

Ae dil mere bata de tujhe,
Aur kya chahiye
Jo mila nahi tujhe kyun wahi,
Har baar chahiye

Ae dil mere bata de tujhe,
Aur kya chahiye
Jo mila nahi tujhe kyun wahi,
Har baar chahiye

Ae dil mere.. Dil mere

Kehte hain har kisiko,
Nahi milta mukammal naseeb
Joothi thi baatein yeh toh,
Jab tu tha mere qareeb

Kehte hain har kisiko,
Nahi milta mukammal naseeb
Joothi thi baatein yeh toh,
Jab tu tha mere qareeb

Mehmaan banke ab toh,
Rehta hoon apne hi ghar

Khamosh rehke hoon thak gaya,
Humzubaan chahiye
Naaraz hai phir bhi
Mujhe mera yaar chahiye

Ae dil mere bata de tujhe,
Aur kya chahiye
Jo mila nahi tujhe kyun wahi,
Har baar chahiye

Written by:
Paresh Pahuja and Siddhant Kaushal

⚠️ Disclosure: इस पेज में Amazon एफिलिएट लिंक शामिल हो सकते हैं। अगर आप इन लिंक के ज़रिए खरीदारी करते हैं, तो हमें बिना किसी अतिरिक्त लागत के कमीशन मिल सकता है।

🎧 Better Sound Experience

Leave a Comment

Top 10 Romantic Hindi Songs Lyrics That Touch the Heart Radha Krishna Songs to Celebrate Janmashtami टॉम क्रूज ने फिर उठाया जान का खतरा, प्लेन से लटककर किया स्टंट, वायरल हुईं तस्वीरें