Hanumat Ki Chhaya Hai Lyrics In Hindi.The sung by Rohit Tiwari Baba, lyrics written by Dhaneshvar Prasad (Purodha Ji) and music created by Rohit Tiwari Baba.
Hanumat Ki Chhaya Song Details
📌Song Title | Hanumat Ki Chhaya |
🎤 Singer | Rohit Tiwari Baba |
✍️Lyrics | Dhaneshvar Prasad (Purodha Ji) |
🎼Music | Rohit Tiwari Baba |
🏷️Music Label | Rohit Tiwari Baba |
▶ See the music video of Hanumat Ki Chhaya Song on Rohit Tiwari Baba YouTube channel for your reference and song details. |
Hanumat Ki Chhaya Hai Lyrics in Hindi
आ रहा शरण में जब से भक्ती अपनाया है
राम की कृपा है मुझ पर हनुमत की छाया है
दुनियां को भुलाकर ध्यान चरणों में लगाया है
राम की कृपा है मुझ पर हनुमत की छाया है
काम, क्रोध सपने में भी पास नहीं आते हैं
कष्ट, रोग, दोष अब तो दूर भाग जाते हैं
निर्विकार मन है अब तो निर्मल अपनी काया है
राम की कृपा है मुझ पर हनुमत की छाया है
हर पल मगन रहता हूं वेदों और पुराणों में
प्रभु के भजन ही, अब तो बसते मेरे प्राणों में
श्लोक, मंत्र, और दोहा कंठ में समाया है
राम की कृपा है मुझ पर हनुमत की छाया है
शांति है जीवन में अपने और ना अभिलाषा है
मुक्ती बन जायेगी एक दिन कपिवर से आशा है
कहते हैं पुरोधा संकेत ऐसा आया है
राम की कृपा है मुझ पर हनुमत की छाया है
Hanumat Ki Chhaya Hai Lyrics in English
Aaraha sharan mein, jab se bhakti apnaya hai,
Ram ki kripa hai mujh par, Hanumat ki chhaya hai
Duniya ko bhulakar, dhyan charnon mein lagaya hai,
Ram ki kripa hai mujh par, Hanumat ki chhaya hai
Kaam, krodh sapne mein bhi paas nahi aate hai,
Kasht, rog, dosh ab toh door bhag jaate hai
Nirvikaar mann hai ab toh, nirmal apni kaya hai,
Ram ki kripa hai mujh par, Hanumat ki chhaya hai
Har pal magan rehta hoon, Vedon aur Puranon mein,
Prabhu ke bhajan hi, ab toh baste mere pranon mein
Shlok, mantra aur doha, kanth mein samaya hai,
Ram ki kripa hai mujh par, Hanumat ki chhaya hai
Shanti hai jeevan mein apne, aur na abhilasha hai,
Mukti ban jayegi ek din, Kapivar se aasha hai
Kehte hain purodha, sanket aisa aaya hai,
Ram ki kripa hai mujh par, Hanumat ki chhaya hai