Kisi Aashiyane Mein lyrics in Hindi from the movie Nargis sung by Lata Mangeshkar. This evergreen song is written by Majrooh Sultanpuri and the music is composed by Basu Chakraverthy.
Kisi Aashiyane Mein Song Details
📌Song Title | Kisi Aashiyane Mein |
🎞️ Album | Nargis(1992) |
🎤 Singer | Lata Mangeshkar |
✍️Lyrics | Majrooh Sultanpuri |
🎼 Music | Basu Chakraverthy |
🏷️Music Label | Lata Vibes |
▶ See the music video of Kisi Aashiyane Mein Song on Lata Vibes YouTube channel for your reference and song details. |
किसी आशियाने में Lyrics in hIndi
किसी आशियाने में मुनिया सी लड़की
रहती थी जैसे मुनिया सी लड़की
रहती थी जैसे नन्हीं सी कली हो
और लाखो तूफ़ान
किसी आशियाने में
किसी आशियाने में मुनिया सी लड़की
रहती थी जैसे नन्हीं सी कली हो
और लाखो तूफ़ान
किसी आशियाने में
खोली जब आंखें तो किसी को ना पाया
बाबुल का प्यार ना ममता का साया
खोली जब आंखें तो किसी को ना पाया
बाबुल का प्यार ना ममता का साया
दुनिया बेगानो की थी
किसी ने गले ना लगया
रंज-ओ-गम सहती वो
हाय रब्बा जैसे वो
नन्हीं सी कली हो
और लाखों तूफ़ान
कैसी आशियां में
बचपन बिता
हाय बचपन बिता फ़िर
उसपे जवानी आई
बचपन बिता फ़िर
उसपे जवानी आई
कहीं शहनाई बाजे
वो बेचारी सोचे हाय
सजेगी ना मेरी अंगनाई
काँटों भरी डाली थी वो
काँटों पे बहार कब आई
टूटे सपने लेके वो
जिंदा रही जैसे वो
नन्हीं सी कली हो
और लाखो तूफ़ान
किसी आशियाने में
किसी आशियाने में मुनिया सी लड़की
रहती थी जैसी नन्हीं सी कली हो
और लाखो तूफ़ान
किसी आशियाने में
Kisi Aashiyane mein Lyrics in English
Kisi aashiyane mein muniya si ladki
Rehti thi jaise muniya si ladki
Rehti thi jaise nanhi si kali ho
Aur lakho tufaan
Kisi aashiyane mein
Kisi aashiyane mein muniya si ladki
Rehti thi jaise nanhi si kali ho
Aur lakho tufaan
Kisi aashiyane mein
Kholi jab aankhen to kisi ko na paya
Babul ka pyar na mamta ka saaya
Kholi jab aankhen to kisi ko na paya
Babul ka pyar na mamta ka saaya
Duniya begaano ki thi
Kisi ne gale na lagaya
Ranj-o-gum sehti wo
Haye rabba jaise wo
Nanhi si kali ho
Aur lakhon toofan
Kisi aashiyane mein
Bachpan bita
Haye bachpan bita fir
Uspe jawani aayi
Bachpan bita fir
Uspe jawani aayi
Kahin shehnayi baaje
Wo bechari soche haye
Sajegi na meri angnai
Kaanton bhari dali thi wo
Kaanton pe bahaar kab aayi
Tootey sapne leke wo
Zinda rahi jaise wo
Nanhi si kali ho
Aur lakho toofaaan
Kisi aashiyane mein
Kisi aashiyane mein muniya si ladki
Rehti thi jaise nanhi si kali ho
Aur lakho tufaan
Kisi aashiyane mein