Kisi Ki Gali Mein Dabe Paon Jaana Lyrics in Hindi: The song is sung by Kumar Sanu, and has music by Jeetu-Tapan while Pandit K. Razdan has written the Kisi Ki Gali Mein Dabe Paon Jaana Lyrics.
Kisi Ki Gali Mein Dabe Paon Jaana Song Details
📌Song Title | Kisi Ki Gali Mein Dabe Paon Jaana |
🎞️Album | Nazarana |
🎤Singer | Kumar Sanu |
✍️Lyrics | Pandit K. Razdan |
🎼Music | Jeetu-Tapan |
🏷️Music Label | Tips |
▶ See the music video of Kisi Ki Gali Mein Dabe Paon Jaana Song on Tips YouTube channel for your reference and song details. |
Kisi Ki Gali Mein Dabe Paon Jaana Lyrics
Kisi ki gali mein dabe paon jaana
Kisi ki gali mein dabe paon jaana
Sikhaya kisi ne ya khud tumne seekha
Andhere mein zulfon ko chunari banana
Sikhaya kisi ne ya khud tumne seekha
Andhere mein zulfon ko chunari banana
Sikhaya kisi ne ya khud tumne seekha
Kisi ki gali mein dabe paon jaana
Main bhula nahin hoon, bhula nahin hoon, bhula nahin hoon
Main bhula nahin hoon jawani ki aahat
Teri shokh aankhon ki har muskurahat
Mera haath thaame labon ko dabana
Sikhaya kisi ne ya khud tumne seekha
Mera haath thaame labon ko dabana
Sikhaya kisi ne ya khud tumne seekha
Kisi ki gali mein dabe paon jaana
Main bhula nahin hoon, bhula nahin hoon, bhula nahin hoon
Main bhula nahin hoon mohabbat ki qasmein
Na dil tere bas mein, na dil mere bas mein
Mera aage badhna, tera hichkichana
Sikhaya kisi ne ya khud tumne seekha
Mera aage badhna, tera hichkichana
Sikhaya kisi ne ya khud tumne seekha
Kisi ki gali mein dabe paon jaana
Phir ek din tujh hi ko, ek din tujh hi ko, ek din tujh hi ko
Phir ek din tujh hi ko badalte bhi dekha
Mohabbat ke sooraj ko dhalte bhi dekha
Kisi ek bahane mujhe chhod jaana
Sikhaya kisi ne ya khud tumne seekha
Kisi ek bahane mujhe chhod jaana
Sikhaya kisi ne ya khud tumne seekha
Kisi ki gali mein dabe paon jaana
Written by:
Pandit K. Razdan
किसी की गली में दबे पाँव जाना Lyrics in Hindi
किसी की गली में दबे पाँव जाना
किसी की गली में दबे पाँव जाना
सिखाया किसी ने या ख़ुद तुमने सीखा
अँधेरे में ज़ुल्फ़ों को चुनरी बनाना
सिखाया किसी ने या ख़ुद तुमने सीखा
अँधेरे में ज़ुल्फ़ों को चुनरी बनाना
सिखाया किसी ने या ख़ुद तुमने सीखा
किसी की गली में दबे पाँव जाना
मैं भुला नहीं हूँ, भुला नहीं हूँ, भुला नहीं हूँ
मैं भुला नहीं हूँ जवानी की आहट
तेरी शोख़ आँखों की हर मुस्कुराहट
मेरा हाथ थामे लबों को दबाना
सिखाया किसी ने या ख़ुद तुमने सीखा
मेरा हाथ थामे लबों को दबाना
सिखाया किसी ने या ख़ुद तुमने सीखा
किसी की गली में दबे पाँव जाना
मैं भुला नहीं हूँ, भुला नहीं हूँ, भुला नहीं हूँ
मैं भुला नहीं हूँ मोहब्बत की क़समें
ना दिल तेरे बस में, ना दिल मेरे बस में
मेरा आगे बढ़ना, तेरा हिचकिचाना
सिखाया किसी ने या ख़ुद तुमने सीखा
मेरा आगे बढ़ना, तेरा हिचकिचाना
सिखाया किसी ने या ख़ुद तुमने सीखा
किसी की गली में दबे पाँव जाना
फिर एक दिन तुझी को, एक दिन तुझी को, एक दिन तुझी को
फिर एक दिन तुझी को बदलते भी देखा
मोहब्बत के सूरज को ढलते भी देखा
किसी एक बहाने मुझे छोड़ जाना
सिखाया किसी ने या ख़ुद तुमने सीखा
किसी एक बहाने मुझे छोड़ जाना
सिखाया किसी ने या ख़ुद तुमने सीखा
किसी की गली में दबे पाँव जाना
Written by:
Pandit K. Razdan