Main Sehra Bandh Ke Aaoonga Lyrics in Hindi: The song is sung by Udit Narayan, and has music by Anand-Milind while Sameer wrote the Main Sehra Bandh Ke Aaoonga Lyrics. The music video of the Main Sehra Baandh Ke Aaoonga song is directed by Y.Nageshwar Rao , and it features Aamir Khan, Madhuri Dixit, and Jainendra.
Main Sehra Bandh Ke Aaoonga Song Details
| 📌Song Title | Main Sehra Bandh Ke Aaoonga |
| 🎞️Album | Deewana Mujh Sa Nahin (1994) |
| 🎤 Singer | Udit Narayan |
| ✍️Lyrics | Sameer |
| 🎼 Music | Anand-Milind |
| 🏷️ Music label | Bollywood Hits |
|
▶ See the music video of Main Sehra Bandh Ke Aaoonga Song on Bollywood Hits YouTube channel for your reference and song details. |
Tera hi naam likha hai mere phasane mein
Deewana mujhsa nahi hai koi zamane mein
Main sehra baandh ke Aaoonga
mera waada hain
Main sehra baandh ke
Aaoonga mera waada hain
Main teri maang sajaoonga
Mera waada hain
Main sehra bandh ke
Aaoonga mera waada hain
Main teri maang sajaoonga
Mera waada hain
Main sehra baandh ke
Aaoonga mera waada hain
Meri wafa meri kasmon pe
Aitbaar to kar
Meri wafa meri kasmon pe
Aitbaar to kar
Milan ki raat bhi aayegi
Intezaar to kar
Milan ki raat bhi aayegi
Intezaar to kar
Wafa ki mehndi rachoonga
Mera waada hain
Main teri maang sajaoonga
Mera waada hain
Main sehra baandh ke aaoonga
Mera wada hain
Tera hai tera rahega
Tere habib ka dil
Tera hai tera rahega
Tere habib ka dil
Na tod aise mohabbat mein
Is garib ka dil
Na tod aise mohabbat mein
Is garib ka dil
Amir ban ke bataoonga
Mera waada hai
Main teri maang sajaoonga
Mera waada hain
Main sehra baandh ke aaoonga
Mera wada hain
Mujhe jo rok le aisi
Bani deewar nahinn
Mujhe jo rok le aisi
Bani deewar nahin
Jo haar maane zamane se
Mera pyaar nahin
Zamane bhar ko jhunkaoonga
Mera waada hai
Mera waada hain mera waada hain
Mera waada hain
More Songs by Udit Narayan
85 songs- हे शंकरा Hey Shankara Lyrics In Hindi – Udit Narayan | Hey Shankara
- हम प्यार करने वाले Hum Pyar Karne Wale Lyrics In Hindi- Anuradha Paudwal, Udit Narayan, Qveen Herby | Dhurandhar The Revenge(2026)
- बिन तेरे सनम Bin Tere Sanam Lyrics In Hindi– Yaara Dildara
- दिल तो पागल है Dil To Pagal Hai Lyrics In Hindi-Dil To Pagal Hai (1997),Lata Mangeshkar & Udit Narayan
- चाँद ने कुछ कहा Chand Ne Kuch Kaha Lyrics In Hindi – Dil To Pagal Hai(1997)
- भोली सी सूरत Bholi Si Surat Lyrics In Hindi- Dil To Pagal Hai (1997)





