Prem Mein Tohre Lyrics from Begum Jaan starring Vidya Balan. The song is sung by Asha Bhosle, composed by Anu Malik while lyrics are penned by Kausar Munir.
Prem Mein Tohre Song Details
| 📌Song Title | Prem Mein Tohre |
| 🎞️Album | Begum Jaan |
| 🎤 Singer | Asha Bhosle, |
| ✍️Lyrics | Kausar Munir |
| 🎼 Music | Anu Malik |
| 🏷️Music Label | Times Music |
|
▶ See the music video of Prem Mein Tohre Song on Times Music YouTube channel for your reference and song details. |
Prem Mein Tohre Lyrics In English
Aa…
Prem mein tohre aisi padi main
Purana zamana naya ho gaya
Yeh kya ho gaya..
Kab saans thaami
Kab saans chhori
Har dard mera
Bayaan ho gaya
Yeh kya ho gaya
Prem mein tohre
Aankhon se chhalke shaamein Awadh ki
Subah hai honthon pe Banaras waali
Baalon se barse Jhelum ka paani
Ghat se ghat mein aisi phiri re
Mujhse thikana mera kho gaya
Yeh kya ho gaya
Prem mein tohre
Parde mein tohre
Chori chori chori chori jiya jaaye na
Parde mein tohre
Chori chori chori chori mita jaaye na
Aata hai chhup ke tu mere dar pe
Ghayal dil aur dhadkan banjar
Ghayal dil aur dhadkan banjar
Haldi mali jo ghaav pe tohre
Har zakhm mera hara ho gaya
Yeh kya ho gaya
Prem mein tohre aisi padi main
Purana zamana naya ho gaya
Yeh kya ho gaya
Prem mein tohre..
Written by:
Kausar Munir
More Songs by Asha Bhosle
72 songs- ऐ मेरी ज़िन्दगी Ae Meri Zindagi Lyrics in Hindi – Om Ka Hari(2026)
- इन्तेहा हो गयी Inteha Hogayi 2.0 Lyrics in Hindi – Asha Bhosle, Babul Supriyo & Ranj
- मोनिका Run Down The City Monica Lyrics in Hindi – Dhurandhar The Revenge(2026)
- ओ निगाहें मस्ताना O Nigahe Mastana Lyrics – Paying Guest (1957)- Kishore Kumar & Asha Bhosle
- पिया पिया पिया मोरा जिया पुकारे Piya Piya Piya Mora Jiya Pukare Lyrics – Baap Re Baap (1955)- Kishore Kumar & Asha Bhosle
- आओ ना Aao Na lyrics in Hindi – Adnan Sami, Asha Bhosle





