Sachchi Baaten Bataane Mein Lyrics in Hindi: The song is sung by Geeta Dutt, and has music by Madan Mohan while Saraswati Kumar Deepak has written the Sachchi Baaten Bataane Mein Lyrics. The music video of the Sachchi Baaten Bataane Mein song is directed by Devendra Goel , and it features Shekhar, Rehana, Gope, and Mohana.
Sachchi Baaten Bataane Mein Song Details
📌Song Title | Sachchi Baaten Bataane Mein |
🎞️ Album | Ada (1951) |
🎤 Singer | Geeta Dutt, |
✍️Lyrics | Saraswati Kumar Deepak |
🎼Music | Madan Mohan |
🏷️Music Label | Saregama |
▶ See the music video of Sachchi Baaten Bataane Mein Song on Saregama YouTube channel for your reference and song details. |
SACHCHI BAATEN BATAANE MEIN LYRICS
Sachchi baaten bataane mein
Kaisi sharam
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam
Mera mann hai magan
Mujhe ab kya hai gham
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam
Gair unko bahut behkaate rahe
Apni jhoothi adaayen dikhaate rahe
Gair unko bahut behkaate rahe
Apni jhoothi adaayen dikhaate rahe
Tod unka
Tod unka bharam ae mere sanam
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam
Sachchi baaten bataane mein
Kaisi sharam
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam
Chaar din jinki duniya mein preetam rahe
Chaar din jinki duniya mein preetam rahe
Unke laakhon sitam kabhi maine sahe
Unke laakhon sitam kabhi maine sahe
Aaj rote hain
Aaj rote hain woh
Aur hanste hain ham
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam
Sachchi baaten bataane mein
Kaisi sharam
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam
Kabhi aankhen uthaa ke chalte thhe jo
Aaj nazre jhukaaye yahaan baithe hai woh
Kabhi aankhen uthaa ke chalte thhe jo
Aaj nazre jhukaaye yahaan baithe hai woh
Unke haalat pe
Unke haalat pe
Aataa hai ham ko reham
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam
Sachchi baaten bataane mein
Kaisi sharam
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam
Huye mere balam.
Written by:
Saraswati Kumar Deepak
सच्ची बातें बताने में LYRICS IN HINDI
सच्ची बातें बताने में
कैसी शर्म
हुए मेरे बलम
हुए मेरे बलम
हुए मेरे बलम
हुए मेरे बलम
मेरा मन है मगन
मुझे अब क्या है गम
हुए मेरे बलम
हुए मेरे बलम
हुए मेरे बलम
हुए मेरे बलम
गैर उनको बहुत बहकाते रहे
अपनी झूठी अदाएं दिखाते रहे
गैर उनको बहुत बहकाते रहे
अपनी झूठी अदाएं दिखाते रहे
तोड़ उनका
तोड़ उनका भरम ऐ मेरे सनम
हुए मेरे बलम
हुए मेरे बलम
हुए मेरे बलम
हुए मेरे बलम
सच्ची बातें बताने में
कैसी शर्म
हुए मेरे बलम
हुए मेरे बलम
हुए मेरे बलम
हुए मेरे बलम
चार दिन जिनकी दुनिया में प्रीतम रहे
चार दिन जिनकी दुनिया में प्रीतम रहे
उनके लाखों सितम कभी मैंने सहे
उनके लाखों सितम कभी मैंने सहे
आज रोते हैं
आज रोते हैं वो
और हंसते हैं हम
हुए मेरे बलम
हुए मेरे बलम
हुए मेरे बलम
हुए मेरे बलम
सच्ची बातें बताने में
कैसी शर्म
हुए मेरे बलम
हुए मेरे बलम
हुए मेरे बलम
हुए मेरे बलम
कभी आंखें उठाके चलते थे जो
आज नजरे झुकाए यहां बैठे है वो
कभी आंखें उठाके चलते थे जो
आज नजरे झुकाए यहां बैठे है वो
उनके हालत पे
उनके हालत पे
आता है हम को रहम
हुए मेरे बलम
हुए मेरे बलम
हुए मेरे बलम
हुए मेरे बलम
सच्ची बातें बताने में
कैसी शर्म
हुए मेरे बलम
हुए मेरे बलम
हुए मेरे बलम
हुए मेरे बलम
Written by:
Saraswati Kumar Deepak