Tu bhi Sataya Jayega Song Detials
| 📌 Song Tile | Tu bhi Sataya Jayega |
| 🎤 Singer | Vishal Mishra |
| ✍️ Lyrics | Khushal Kishore, Vishal Mishra |
| 🎼Music | Vishal Mishra |
| 🏷️Music label | VYRL Orignal |
|
▶ See the music video of Tu Bhi Saatya Jayega Song on VYRL Orignal YouTube channel for your reference and song details. |
Tu bhi Sataya Jayega Lyrics In English
Yeh jo jagah jagah dard ki
Kahaaniyan sunata hai
Yeh jo jagah jagah dard ki
Kahaaniyan sunata hai
Farebi hai sab jhooth batata hai
Toda jayega tu bhi toda jayega
Meri tarah tu bhi chhoda jayega
Toda jayega tu bhi toda jayega
Meri tarah tu bhi chhoda jayega
Kitnon ke dil barbaad karega aag lagayega
Tu sach mein kitna behaya hai
Sach yeh samne aayega
Toone bada sataya hai mujhe
Ja tu bhi sataya jayega
Haaye bada rulaya hai mujhe
Ja tu bhi rulaya jayega
Toone bada sataya hai mujhe
Ja tu bhi sataya jayega
Kitnon ko seene se lagaya
Meri tarah sath sulaya
Kitnon ko seene se lagaya
Meri tarah sath sulaya
Aankhon mein teri paani nahi hai
Sabko toone kitna rulaya
Ise sharm na aayegi zara bhi
Baaz na aayega
Tu sach mein kitna behaya hai
Sach yeh samne aayega
Haaye bada sataya hai mujhe
Ja tu bhi sataya jayega
Jaana bada rulaya hai mujhe
Ja tu bhi rulaya jayega
Toone bada sataya hai mujhe
Ja tu bhi sataya jayega
Kitnon ko hai maara
Jeete jee haan toone
Khwaab dikhaye pehle
Phir khwaab unhi se chheene
Tujhko to pata hai
Hota haan khuda hai
Munh kaise dikhlayega
Haaye bada
Haye bada sataya hai mujhe
Ja tu bhi sataya jayega
Jaana bada rulaya hai mujhe
Ja tu bhi rulaya jayega
Toone bada sataya hai mujhe
Ja tu bhi sataya jayega
Jab tak jee rahi hoon
Yeh dua karti hoon
Jab tak jee rahi hoon
Yeh dua karti hoon
Tu har roz mare
Main jis tarah marti hoon
तू भी रुलाया जायेगा Lyrics In Hindi
More Songs by Vishal Mishra
127 songs- मेरे रहते Mere Rehte Lyrics in Hindi – Prahaar(2026)
- महारानी Maharani Lyrics in Hindi – Pooja Meri Jaan(2026)
- तुम्हें भी हमसे Tumhein Bhi Humse Lyrics in Hindi – Tum Mere Ho(2026)
- Galat Kya Sahi Kya Mujhe Na Pata Hai Lyrics In Hindi-Vishal Mishra(2026)
- छठी मैया Chhathi Maiya Lyrics In Hindi- The VVAAN(2026)
- वक़्त Waqt Lyrics in Hindi – Toxic (2026)





