Waqt Lyrics in Hindi sung and composed by Vishal Mishra from the movie Toxic (2026). This song is written by Kaushal Kishore. Music label Zee Music Company.
Waqt Song Details
| 📌 Song Title | Waqt |
| 🎞️Album | Toxic (2026) |
| 🎤Singer | Vishal Mishra |
| ✍️Lyrics | Kaushal Kishore |
| 🎼Music | Vishal Mishra |
| 🏷️Music Label | Zee Music Company |
| ▶ See the music video of Waqt Song on Zee Music Company YouTube channel for your reference and song details. |
वक़्त Lyrics in Hindi
वक़्त के घाव भी कितने कितने अजीब हैं
वक़्त के घाव भी कितने कितने अजीब हैं
ये ग़म तेरे तुझसे ज़्यादा क़रीब है
ये ग़म तेरे तुझसे ज़्यादा क़रीब है
थी ख़बर मुझको राहें बदलेंगी
आएगा एक दिन होना होगा जुदा
साथ उम्रों का ना तो माँगा था
ना ही माना था इश्क़ में तुमको ख़ुदा
दर्द क्यों हो रहा फिर बन गए क्यों मुसाफ़िर
है नहीं मंज़िलों का जिन्हें कुछ पता
इश्क़ के रास्ते सारे मेरे रक़ीब हैं
ये ग़म तेरे तुझसे ज़्यादा क़रीब है
पहुँचे हैं कैसे इस मोड़ पे हम
पूछे कोई तो हम क्या बताएँ
आवाज़ दो तो मुमकिन है ये भी
आवाज़ भी ना पहचान पाए
बीच दरिया खड़े हैं सारे आँसू पड़े हैं
आँसुओं से मगर प्यास बुझती नहीं
कुछ भी कर ना सके देखो कैसा नसीब है
ये ग़म तेरे तुझसे ज़्यादा क़रीब है
वक़्त के घाव भी कितने कितने अजीब हैं
ये ग़म तेरे तुझसे ज़्यादा क़रीब है
Waqt Lyrics in English
Waqt ke ghaav bhi kitne kitne ajeeb hain
Waqt ke ghaav bhi kitne kitne ajeeb hain
Ye gum tere tujhse zyada kareeb hai
Ye gum tere tujhse zyada kareeb hai
Thi khabar mujhko raahein badlengi
Aayega ek din hona hoga juda
Saath umron ka na to maanga tha
Na hi maana tha ishq mein tumko khuda
Dard kyun ho raha phir ban gaye kyun musafir
Hai nahin manzilon ka jinhein kuch pata
Ishq ke raaste saare mere rakeeb hain
Ye gum tere tujhse zyada kareeb hai
Pahunche hain kaise is mod pe hum
Poochhe koi to hum kya batayein
Awaaz do to mumkin hai ye bhi
Awaaz bhi na pehchaan paaye
Beech dariya khade hain saare aansu pade hain
Aansuon se magar pyaas bujhti nahin
Kuch bhi kar na sake dekho kaisa naseeb hai
Ye gum tere tujhse zyada kareeb hai
Waqt ke ghaav bhi kitne kitne ajeeb hai
Ye gum tere tujhse zyada kareeb hai





