Yahin Guzaar Doon Lyrics in Hindi): The song is sung by Amaal Mallik and Shreya Ghoshal, and has music by Amaal Mallik while Kunaal Vermaa has written the Yahin Guzaar Doon Lyrics.
Yahin Guzaar Doon Song Details
| 📌 Song Title | Yahin Guzaar Doon |
| 🎤Singer | Amaal Mallik and Shreya Ghoshal |
| ✍️ Lyrics | Kunaal Vermaa |
| 🎼Music | Amaal Mallik |
| 🏷️Music Label | Amaal Mallik |
| ▶ See the music video of Yahin Guzaar Doon Song on Amaal Mallik YouTube channel for your reference and song details. |
Yahin Guzaar Doon Lyrics In English
Iss duniya ke andheron mein
Jab tu mere qareeb aaya
Kuch bhi na tha in lakeeron mein
Tab tu leke naseeb aaya
Kiya hai kitna tune mere liye
Main, kahe jo tu, toh hans ke mar jaaun
Jo haath yeh rahe tere haath mein
Main saari zindagi yahin guzaar doon
Chale bhi jaaoge toh intezaar mein
Woh shaam aakhiri yahin guzaar doon
Iss duniya ke andheron mein
Jab tu mere qareeb aaya
Kuch bhi na tha in lakeeron mein
Tab tu leke naseeb aaya
Mujhe yaad hai woh din aaj bhi
Main chalke tere paas aaya tha
Nahi tha koi jahaan mein mera
Tune hi gale lagaya tha
Ho, mila jo tu toh har khushi mil gayi hai
Ab iss se zyada aur kya maangu
Jo haath yeh rahe tеre haath mein
Main saari zindagi yahin guzaar doon
Chale bhi jaaogе toh intezaar mein
Woh shaam aakhiri yahin guzaar doon
Koi aisa pal jiya hi nahi
Jis mein tera naam na liya
Tere ho gaye toh humne sanam
Sab se faasla bana liya
Haan tera mera safar kabhi na khatam ho
Bhale hi saanson se bichhad jaaun
Jo haath yeh rahe tere haath mein
Main saari zindagi yahin guzaar doon
Chale bhi jaaoge toh intezaar mein
Woh shaam aakhiri yahin guzaar doon
Written by:
Kunaal Vermaa
यहीं गुज़ार दूँ Lyrics In Hindi
इस दुनिया के अँधेरों में
जब तू मेरे क़रीब आया
कुछ भी ना था इन लकीरों में
तब तू लेके नसीब आया
किया है कितना तूने मेरे लिए
मैं, कहे जो तू, तो हँस के मर जाऊँ
जो हाथ ये रहे तेरे हाथ में
मैं सारी ज़िंदगी यहीं गुज़ार दूँ
चले भी जाओगे तो इंतज़ार में
वो शाम आख़िरी यहीं गुज़ार दूँ
इस दुनिया के अँधेरों में
जब तू मेरे क़रीब आया
कुछ भी ना था इन लकीरों में
तब तू लेके नसीब आया
मुझे याद है वो दिन आज भी
मैं चलके तेरे पास आया था
नहीं था कोई जहाँ में मेरा
तूने ही गले लगाया था
हो, मिला जो तू तो हर खुशी मिल गई है
अब इस से ज़्यादा और क्या माँगूँ
जो हाथ ये रहे तेरे हाथ में
मैं सारी ज़िंदगी यहीं गुज़ार दूँ
चले भी जाओगे तो इंतज़ार में
वो शाम आख़िरी यहीं गुज़ार दूँ
कोई ऐसा पल जिया ही नहीं
जिस में तेरा नाम ना लिया
तेरे हो गए तो हमने सनम
सब से फ़ासला बना लिया
हाँ तेरा मेरा सफ़र कभी ना ख़त्म हो
भले ही साँसों से बिछड़ जाऊँ
जो हाथ ये रहे तेरे हाथ में
मैं सारी ज़िंदगी यहीं गुज़ार दूँ
चले भी जाओगे तो इंतज़ार में
वो शाम आख़िरी यहीं गुज़ार दूँ
Written by:
Kunaal Vermaa
⚠️ Disclosure: इस पेज में Amazon एफिलिएट लिंक शामिल हो सकते हैं। अगर आप इन लिंक के ज़रिए खरीदारी करते हैं, तो हमें बिना किसी अतिरिक्त लागत के कमीशन मिल सकता है।
🎧 Better Sound Experience




