Dil Farzi Lyrics in Hindi sung by Sachet Tandon and Parampara Tandon from the movie Aryabhatt Ka Zero (2026). The song is written and composed by Manan Bhardwaj. Music label T-Series.
Dil Farzi Song Details
| 📌 Song Title | Dil Farzi |
| 🎞️Album | Aryabhatt Ka Zero (2026) |
| 🎤 Singer | Sachet Tandon and Parampara Tandon |
| ✍️ Lyrics | Manan Bhardwaj |
| 🎼 Music | Manan Bhardwaj |
| 🏷️Music Label | T-Series |
| ▶ See the music video of Dil Farzi Song on T-Series YouTube channel for your reference and song details. |
दिल फ़र्ज़ी Lyrics In Hindi
दिल फर्जी है फर्जी
दिल फर्जी है फर्जी दिल फर्जी
हां करता है खुदगर्जी
हाय दिल फर्जी है
दिल फर्जी है
इसकी ना जाने कैसी खुदगर्जी है
करता है कालाबाजारी यह खुल के
कहता है सब इसकी मर्जी है
हां दिल ये पतंग मेरा उड़ने को बोले
संग संग दिल से तेरे जुड़ने को बोले
सतरंगी से मौसम में ये
अतरंगी सा होने को बोले
हो बदमाशियां भरी इस दिल में
कितनी नादानियां करी इस दिल ने
कहता कभी है कि दूर रहूं तुझसे
और फिर बोल ले चल तुझसे मिलने
कैसे समझाऊं दिल को मेरे
छूना ये चाहे अब दिल को तेरे
तू भी सुन ले अब दिल की मेरे
और नजदीक से छू लूं तुझे
दिल फर्जी है फर्जी दिल फर्जी
हां करता है खुदगर्जी
हो दिल फर्जी है फर्जी दिल फर्जी
हां करता है खुदगर्जी
हो अब क्यों सोचे कल क्या होगा
जो भी होना होगा होगा
एक और गलती कर दे हां
ना करी तो दुःख भी होगा
क्लोज इतने आ जाओ की हार्टबीट भी सुन जाए
मुझको बस बता दो कि ये गेट कैसे लॉक होगा
दिल फर्जी है फर्जी दिल फर्जी
हां करता है खुदगर्जी
हो दिल फर्जी है फर्जी दिल फर्जी
हां करता है खुदगर्जी
दिल फर्जी है फर्जी दिल फर्जी
हां करता है खुदगर्जी
Dil Farzi Lyrics in English
Dil farzi hai farzi
Dil farzi hai farzi dil farzi
Haan karta hai khudgarzi
Haaye dil farzi hai
Dil farzi hai
Iski na jaane kaisi khudgarzi hai
Karta hai kaalabaazaari yeh khul ke
Kehta hai sab iski marzi hai
Haan dil yeh patang mera udne ko bole
Sang sang dil se tere judne ko bole
Satrangi se mausam mein yeh
Atrangi sa hone ko bole
Ho badmaashiyaan bhari is dil mein
Kitni naadaaniyaan kari is dil ne
Kehta kabhi hai ki door rahoon tujhse
Aur phir bol le chal tujhse milne
Kaise samjhaaoon dil ko mere
Chhoona yeh chaahe ab dil ko tere
Tu bhi sun le ab dil ki mere
Aur nazdeek se chhoo loon tujhe
Dil farzi hai farzi dil farzi
Haan karta hai khudgarzi
Ho dil farzi hai farzi dil farzi
Haan karta hai khudgarzi
Ho ab kyun soche kal kya hoga
Jo bhi hona hoga hoga
Ek aur galti kar de haan
Na kari to dukh bhi hoga
Close itne aa jaao ki heartbeat bhi sun jaaye
Mujhko bas bata do ki yeh gate kaise lock hoga
Dil farzi hai farzi dil farzi
Haan karta hai khudgarzi
Ho dil farzi hai farzi dil farzi
Haan karta hai khudgarzi
Dil farzi hai farzi dil farzi
Haan karta hai khudgarzi





