Suraj Nikla Lyrics in Hindi sung by Shankar Mahadevan from the movie Shatak (2026). The song is written by Kumaar and music composed by Sushant Shankar. Music Label Panorama Music.
Suraj Nikla Song Details
| 📌 Song Title | Suraj Nikla |
| 🎞️Album | Shatak (2026) |
| 🎤Singer | Shankar Mahadevan |
| ✍️Lyrics | Kumaar |
| 🎼Music | Sushant Shankar |
| 🏷️Music Label | Panorama Music |
| ▶ See the music video of Suraj Nikla Song on Panorama Music YouTube channel for your reference and song details. |
सूरज निकला Lyrics in Hindi
हम्म मम मम मम मम मम
हम्म मम मम मम मम मम
हा आ आ आ आ आ
हा आ आ आ आ आ
सूरज निकला आंगन में घर के फैला है उजियारा
कल तलक था सुखा जीवन मिल गई धारा
ख्वाबों की उंगली पकड़ के आगे आगे चल
तू हुनर से अपने सींचे आने वाला कल
धरती मां तुझको है प्यारी, मां को तू प्यारा
सूरज निकला आंगन में घर के फैला है उजियारा
कल तलक था सुखा जीवन मिल गई धारा
बचपन की पगडंडी छूट रही है पीछे
नई-नवेली राहें हैं पैरों के नीचे
बचपन की पगडंडी छूट रही है पीछे
नई-नवेली राहें हैं पैरों के नीचे
न रुका है, न रुकेगा तू समय जैसा
आने वाले दौर की डोर तुझको खींचे
डोर तुझको खींचे
तेरे जैसा एक तू है, होगा न दोबारा
सूरज निकला आँगन में घर के
फैला है उजियारा।
बेरहम वक़्त की बारिश में सब बह गया
रिश्तों का घरौंदा एक पल में ढह गया
ओ ओ…
चारों ओर है बरबादी का मंजर
फिर भी इन तूफ़ानों में
एक तिनका रह गया
फिर भी इन तूफ़ानों में
एक तिनका रह गया
जो भी बचा है मुझ में अब
देश के नाम करूँ
गर्व हो इस मिट्टी को मुझ पे
ऐसा काम करूँ
ऐसा काम करूँ।
इस वतन पे क़ुरबां
मेरा जीवन ये सारा
हो हो..
Suraj Nikla Lyrics in English
Hmm mm mm mm mm mm
Hmm mm mm mm mm mm
Haan aa aa aa aa aa
Haan aa aa aa aa aa
Suraj nikla aangan mein ghar ke
Phaila hai ujiyara
Kal talak tha sukha jeevan
Mil gayi dhaara
Khwabon ki ungli pakad ke aage aage chal
Tu hunar se apne seenche aane wala kal
Dharti maa tujhko hai pyaari
Maa ko tu pyaara
Suraj nikla aangan mein ghar ke
Phaila hai ujiyara
Kal talak tha sukha jeevan
Mil gayi dhaara
Bachpan ki pagdandi chhut rahi hai pichhe
Nayi naveli raahein hai pairon ke niche
Bachpan ki pagdandi chhut rahi hai pichhe
Nayi naveli raahein hai pairon ke niche
Naa ruka hai naa rukega tu samay jaisa
Aane wale daur ki dor tukhko kichhe
Dor tukhko kichhe
Tere jaisa ek tu hai hoga na dobaara
Suraj nikla aangan mein ghar ke
Phaila hai ujiyara
Beraham waqt ki baarish mein sab beh gaya
Rishton ka gharaunda ek pal mein dheh gaya
O o ..
Charon aur hai barbaadi ka manjar
Phir bhi in toofano mein
Ek tinka reh gaya
Phir bhi in toofano mein
Ek tinka reh gaya
Jo bhi bacha hai mujh mein ab
Desh ke naam karun
Garv ho is mitti ko mujh pe aisa kaam karun
Aisa kaam karun
Is watan pe kurbaan mera jeevan ye saara
Ho ho..





