Phir Ajnabi Lyrics in Hindi sung by Junaid Ahmed from the movie Chand Mera Dil (2026). The song is written by Amitabh Bhattacharya and the music is composed by Sachin-Jigar. Music label Sony Music India.
Phir Ajnabi Song Details
| 📌 Song Title | Phir Ajnabi |
| 🎞️Album | Chand Mera Dil (2026) |
| 🎤 Singer | Junaid Ahmed |
| ✍️ Lyrics | Amitabh Bhattacharya |
| 🎼 Music | Sachin-Jigar |
| 🏷️Music Label | Sony Music India |
| ▶ See the music video of Phir Ajnabi Song on Sony Music India YouTube channel for your reference and song details. |
फिर अजनबी Lyrics in Hindi
देखा समझ के तुझको पराया
देखा समझ के तुझको पराया
दिल है कि फिर से तुझी पर आया
तुझी पर आयाफिर अजनबी फिर अजनबी
एक बार बन कर देखें फिर अजनबी
जैसे मिले ही ना कभी
एक बार बन कर देखें फिर अजनबी
एक बार पहली दफ़ा चल फिर मिलें
पर मुख़्तलिफ़ हो ज़रा अब सिलसिले
इस मर्तबा दो दिलों के प्यार के
एक जैसे हों रास्ते और मंज़िलें
और मंज़िलें
फिर अजनबी
अब के हम कम से कम ये इरादा करें
जो निभा पाए हम उतना वादा करें
कुछ गिले ही ना हों ये तो मुमकिन नहीं
पर गिले कम करें प्यार ज़्यादा करें
नाराज़गी में कभी कर भी लिए
खुदगर्ज़ ना हो मगर वो फ़ैसले वो फ़ैसले
दिल तोड़ के सीखा यही
एक बार बन कर देखें फिर अजनबी
फिर अजनबी
Phir Ajnabi Lyrics in English
Dekha samajh ke tujhko paraya
Dekha samajh ke tujhko paraya
Dil hai ki phir se tujhi par aaya
Tujhi par aaya
Phir ajnabi phir ajnabi
Ek baar ban kar dekhein phir ajnabi
Jaise mile hi na kabhi
Ek baar ban kar dekhein phir ajnabi
Ek baar pehli dafa chal phir mile
Par mukhtalif ho zara ab silsile
Is martaba do dilon ke pyaar ke
Ek jaise hon raaste aur manzilein
Aur manzilein
Phir ajnabi
Ab ke hum kam se kam ye iraada karein
Jo nibha paaye hum utna waada karein
Kuch gile hi na hon ye to mumkin nahi
Par gile kam karein pyaar zyada karein
Naraazgi mein kabhi kar bhi liye
Khudgarz na ho magar wo faisle wo faisle
Dil tod ke seekha yahi
Ek baar ban kar dekhein phir ajnabi
Phir ajnabi





