Ankhiyaan Lyrics in Hindi sung by Babul Supriyo. This song is written by Farhan Memon and music composed by Shaan. Music Label Singer Shaan.
Ankhiyaan Song Details
| 📌Song Title | Ankhiyaan |
| 🎤Singer | Babul Supriyo |
| ✍️Lyrics | Farhan Memon |
| 🎼 Music | Shaan |
| 🏷️Music Label | Singer Shaan |
| ▶ See the music video of Ankhiyaan Song on Singer Shaan YouTube channel for your reference and song details. |
Ankhiyaan Lyrics in Hindi – Farhan Memon
मिलना अधूरा रह गया अपने किस्से में
सब कुछ तो है पर तू नहीं मेरे हिस्से में
नहीं बिन तेरे लगता है दिल
ऐसी सूनी पड़ी है महफ़िल
मेरी मेहमां अब बनी है तन्हाई
अँखियाँ भर आई
अँखियाँ भर आई
तेरी यादों में पिया
ये अँखियाँ भर आई
अँखियाँ भर आई
अँखियाँ भर आई
कैसे सहें दूरियाँ
ये अँखियाँ भर आई
याद है ना तूने ही तो
जीना मुझे था सिखाया
खाली मेरे दिल में हाँ
प्यार तेरा था बसाया
चाँद मेरा बन के तू छुपा कहाँ
तेरे बिन ये सारा मंजर है धुआँ-धुआँ
मेरी राहों में तेरी है परछाईं
अँखियाँ भर आई
अँखियाँ भर आई
तेरी यादों में पिया
ये अँखियाँ भर आई
अँखियाँ भर आई
अँखियाँ भर आई
कैसे सहें दूरियाँ
ये अँखियाँ भर आई
Ankhiyaan Lyrics in English
Milna adhoora reh gaya apne kisse mein
Sab kuchh to hai par tu nahi mere hisse mein
Nahi bin tere lagta hai dil
Aisi suni padi hai mehfil
Meri mehmaan ab bani hai tanhaayi
Ankhiyaan bhar aayi
Ankhiyaan bhar aayi
Teri yaadon mein piya
Ye Ankhiyaan bhar aayi
Ankhiyaan bhar aayi
Ankhiyaan bhar aayi
Kaise sahe Dooriyaan
Ye Ankhiyaan bhar aayi
Yaad hai na tune hi to
Jeena mujhe tha sikhaaya
Kaali mere dil mein haan
Pyaar tera tha basaaya
Chand mera ban ke tu chhupa kahan
Tere bin ye saara manjar hai dhua dhua
Meri raahon mein teri hai parchhayi
Ankhiyaan bhar aayi
Ankhiyaan bhar aayi
Teri yaadon mein piya
Ye Ankhiyaan bhar aayi
Ankhiyaan bhar aayi
Ankhiyaan bhar aayi
Kaise sahe Dooriyaan
Ye Ankhiyaan bhar aayi





