Mere Maula Lyrics in Hindi written and sung by Mukesh Mahadev and music composed by Suyyash-Siddharth. Music label Tiger Paw Studios.
Mere Maula Song Details
| 📌 Song Title | Mere Maula |
| 🎤Singer | Mukesh Mahadev |
| ✍️Lyrics | Mukesh Mahadev |
| 🎼Music | Suyyash-Siddharth |
| 🏷️Music Label | Tiger Paw Studios |
| ▶ See the music video of Mere Maula Song on Tiger Paw Studios YouTube channel for your reference and song details. |
Mere Maula Lyrics in Hindi – Mukesh Mahadev
एहसास लिपट जाता है
कुछ वक़्त की तलाश में
कुछ वक़्त बदल जाता हैरेतों पे लिखे नामों को
लहरें भी मिटा देते हैं
जब साथ नहीं तेरा तो
क्यों दिल में जगा देते हैं
(क्यों दिल में जगा देते हैं)
मेरे मौला मेरे मौला मेरे मौला
मेरे मौला मेरे मौला मेरे मौला
रातों की तन्हाई में
तेरा ख़याल आता है
दिल के इन अंधेरों में
एक दिया जल जाता है
अधूरी सी हर ख़ुशी
तेरे बिना लगती है
तेरी यादों की बारिश
आँखों से बह जाती है
(आँखों से बह जाती है)
ख़्वाबों के रास्ते पर
तेरा ही इंतज़ार है
दिल के हर कोने में
बस तेरा ही प्यार है
तू दूर है फिर भी क्यों
इतना क़रीब लगता है
हर दर्द के लम्हों में
तू ही नसीब लगता है
(तू ही नसीब लगता है)
मेरे मौला मेरे मौला मेरे मौला
मेरे मौला मेरे मौला मेरे मौला
मेरे मौला मेरे मौला..
Mere Maula Lyrics in English
Ehsaas lipat jaata hai
Kuch waqt ki talaash mein
Kuch waqt badal jaata hai
Reton pe likhe naamon ko
Leharein bhi mita dete hain
Jab saath nahi tera toh
Kyun dil mein jaga dete hain
(Kyun dil mein jaga dete hain)
Mere maula mere maula mere maula
Mere maula mere maula mere maula
Raaton ki tanhaayi mein
Tera khayaal aata hai
Dil ke in andheron mein
Ek diya jal jaata hai
Adhoori si har khushi
Tere bina lagti hai
Teri yaadon ki baarish
Aankhon se beh jaati hai
(Aankhon se beh jaati hai)
Khwaabon ke raaste par
Tera hi intezaar hai
Dil ke har kone mein
Bas tera hi pyaar hai
Tu door hai phir bhi kyun
Itna kareeb lagta hai
Har dard ke lamhon mein
Tu hi naseeb lagta hai
(Tu hi naseeb lagta hai)
Mere maula mere maula mere maula
Mere maula mere maula mere maula
Mere maula mere maula





