Babul Ka Ghar Chhod Ke Song Details
| 📌Song Title | Babul Ka Ghar Chhod Ke |
| 🎞️Album | Sainik (1993) |
| 🎤 Singer | Alka Yagnik & Kumar Sanu |
| ✍️ Lyrics | Sameer |
| 🎼 Music | Nadeem – Shravan |
| 🏷️Music Label | Tips Music |
| ▶ See the music video of Babul Ka Ghar Chhod Ke Song on Tips Music YouTube channel for your reference and song details. |
बाबुल का घर छोड़ के Lyrics In Hindi
हो हो…
बाबुल का घर छोड़ के, बेटी पिया के घर चली
बाबुल का घर छोड़ के, बेटी पिया के घर चली
ये कैसी घड़ी आई है, मिलन है जुदाई है
ये कैसी घड़ी आई है, मिलन है जुदाई है
बाबुल का घर छोड़ के, बेटी पिया के घर चली
ये कैसी घड़ी आई है, मिलन है जुदाई है
मिलन है जुदाई है
बचपन के वो खेल खिलौने, छोड़ के सब जायेगी
वो राजा रानी की कहानी, याद बहुत आएगी
रो कर भी ममता की कीमत, कैसे चुका पायेगी
बाबुल का घर छोड़ के, बेटी पिया के घर चली
ये कैसी घड़ी आई है, मिलन है जुदाई है
मिलन है जुदाई है
माइका है दो दिन का बसेरा, कौन यहाँ रह पाए
बिन बेटे का बाप भी देखो, बेटी का ब्याह रचाए
रोके रुके ना आंसू कि धारा, आँख छलकती जाए
बाबुल का घर छोड़ के, बेटी पिया के घर चली
ये कैसी घड़ी आई है, मिलन है जुदाई है
ये कैसी घड़ी आई है, मिलन जुदाई है
बाबुल का घर छोड़ के, बेटी पिया के घर चली
ये कैसी घड़ी आई है, मिलन है जुदाई है
मिलन है जुदाई है
मिलन है जुदाई है
मिलन है जुदाई है
Baabul ka ghar chhod ke Lyrics In English
HO ho…
Baabul ka ghar chhod ke, beti piya ke ghar chali
Baabul ka ghar chhod ke, beti piya ke ghar chali
Ye kaisi ghadi aayi hai, milan hai judaayi hai
Ye kaisi ghadi aayi hai, milan hai judaayi hai
Baabul ka ghar chhod ke, beti piya ke ghar chali
Ye kaisi ghadi aayi hai, milan hai judaayi hai
Milan hai judaayi hai
Bachpan ke wo khel khilaune, chhod ke sab jaayegi
Wo raaja rani ki kahaani, yaad bahut aayegi
Ro kar bhi mamta ki kimat, kaise chuka paayegi
Baabul ka ghar chhod ke, beti piya ke ghar chali
Ye kaisi ghadi aayi hai, milan hai judaayi hai
Milan hai judaayi hai
Maika hai do din ka basera, kaun yaha rah paaye
Bin bete ka baap bhi dekho, beti ka byaah rachaaye
Roke ruke naa aansu ki dhara, aankh chhalakati jaaye
Baabul ka ghar chhod ke, beti piya ke ghar chali
Ye kaisi ghadi aayi hai, milan hai judaayi hai
Ye kaisi ghadi aayi hai, milan hai judaayi hai
Baabul ka ghar chhod ke, beti piya ke ghar chali
Ye kaisi ghadi aayi hai, milan hai judaayi hai
Milan hai judaayi hai
Milan hai judaayi hai
Milan hai judaayi hai
More Songs by Alka Yagnik
124 songs- राणा जी Rana Ji 2.0 Lyrics In Hindi – Arun, Alka Yagnik
- आँखों से तूने Aankhon Se Tune 2.0 Lyrics in Hindi – Bhai Tera Star Hai (2026)
- अपना चेहरा दिखा Apna Chehra Dikha Lyrics in Hindi – Alka Yagnik & The Rish
- लड़की बड़ी अंजानी है Ladki Badi Anjani Hai Lyrics In Hindi-Kuch Kuch Hota Hai
- हमको हुआ है प्यार Humko Hua Hai Pyar Lyrics In Hindi – Sainik(1993)
- पहले कभी ना मेरा हाल Pehle Kabhi Na Mera Haal Lyrics In Hindi- Baghban
More Songs by Kumar Sanu
77 songs- मज़ा प्यार करने में Maza Pyaar Karne Mein Lyrics In Hindi- King, Kumar Sanu, Prateeksha Srivastava | Raja Hindustani(2026)
- दिल तो छोटी चीज़ है Dil Toh Choti Cheez Hai Lyrics in Hindi – Kumar Sanu
- जाम वो है जो भर के छलकता है Jaam Woh Hai Jo Bhar Ke Chhalakta Hai Lyrics In Hindi – Sainik (1993)
- ठहरे हुए पानी में Thahre Huye Paani Mein Lyrics In Hindi – Dalaal(1993)




