Darmiyaan Lyrics in Hindi from album Musafir Cafe: The song is sung by Rekha Bhardwaj and Raghav Kaushik, and has music by Raghav Kaushik while Amrita Saluja has written the Darmiyaan lyrics for Musafir Cafe.
Darmiyaan Song Details
| 📌Song Title | Darmiyaan |
| 🎞️Album | Musafir Cafe(2026) |
| 🎤 Singer | Rekha Bhardwaj and Raghav Kaushik |
| ✍️Lyrics | Amrita Saluja |
| 🎼 Music | Raghav Kaushik |
| 🏷️Music Label | T-series |
| ▶ See the music video of Darmiyaan Song on T-series YouTube channel for your reference and song details. |
दरमियाँ Lyrics in Hindi
साँसों में भी है ख़लिश बह रही,
राहतों को तलाशें अब कहाँ।
इश्क़ में तेरे जो मिले फ़ासले,
दर्द ढूँढे वहीं मेरा पता।
हम तेरे होते तो,
ज़ख्म सभी सिले होते तो।
हाँ, तुम मेरे होते तो,
बेवक़्त न मिले होते तो।
क्यों तेरे मेरे दरमियाँ,
रहता है जैसे एक निशान।
क्यों तेरे मेरे दरमियाँ,
ठहरी है जैसे दास्ताँ।
दरमियाँ।
अनकहे इरादों का,
आधे लिखे उन वादों का,
मुझ पर असर तो है, असर तो है।
राह हमसे ये कहे,
बनके मुसाफ़िर ही रहें,
आगे सफ़र तो है, सफ़र तो है।
कि हम ख़्वाबों में ही ढूँढे मरहम,
तुम जहाँ मेरे पास हो हमदम।
जो फिर मिलेंगे कहीं आँखों ही आँखों में,
तुमसे पूछ लेंगे हम।
कि तुम मेरे होते तो,
बेवक़्त न मिले होते तो।
क्यों तेरे मेरे दरमियाँ,
रहता है जैसे एक निशान।
क्यों तेरे मेरे दरमियाँ,
ठहरी है जैसे दास्ताँ।
दरमियाँ।
ओ, सीने में दबी हो जैसे ज़र्द यादें,
जैसे हवा में घुली हो तेरी मेरी बातें।
इक जहाँ में सुनी राहों के दरमियाँ,
साँसों से जुड़े हैं जैसे कई धागे।
तेरे होने से ज़्यादा कहाँ कुछ माँगे,
तू जो नहीं है, कुछ नहीं है।
दरमियाँ… हो दरमियाँ…
Written by:
Amrita Saluja
Darmiyaan Lyrics In English
Saanson mein bhi hai khalish beh rahi
Raahaton ko talaashein ab kahan
Ishq mein tere jo mile faasle
Dard dhoonde wahi mera pata
Hum tere hote toh
Zakhm sabhi sile hote toh
Haan, TUM mere hote toh
Bewaqt na mile hote toh
Kyon tere mere darmiyaan
Rehta hai jaise ek nishaan
Kyon tere mere darmiyaan
Thehri hai jaise daastaan
Darmiyaan
Ankahe iraadon ka aadhe likhe unn vaadon ka
Mujh par asar toh hai asar toh hai
Raah hum se ye kahe banke musaafir hi rahe
Aage safar toh hai safar toh hai
Ki hum khwaabon mein hi dhoonde marham
TUM jahan mere PaaS ho humdam
Jo phir milenge kahin aankhon hi aankhon mein
Tumse puchh lengе hum
Ke TUM mere hote toh
Bеwaqt na mile hote toh
Kyon tere mere darmiyaan
Rehta hai jaise ek nishaan
Kyon tere mere darmiyaan
Thehri hai jaise daastaan
Darmiyaan
Oh seene dabi ho jaise zard yaadein
Jaise hawa mein ghuli ho teri meri baatein
Ik zahaan mein suni raahon ke darmiyaan
Saanson se jude hai jaise Kai dhaage
Tere hone se zyada kahan kuch maange
Tu jo nahi hai kuch nahi hai
Darmiyaan, ho darmiyaan..
Written by:
Amrita Saluja





