Shayad Lyrics in Hindi sung by Rekha Bhardwaj from the movie Main Na Raha Mera. The song is written by Dev Pandey and the music is composed by Rahul Nair.Music label T-Series.
Shayad Song Details
| 📌 Song Title | Shayad |
| 🎤 Singer | Rekha Bhardwaj |
| ✍️Lyrics | Dev Pandey |
| 🎼Music | Rahul Nair |
| 🏷️Music Label | T-Series |
| See the music video of Shayad Song on T-Series YouTube channel for your reference and song details |
शायद Lyrics In Hindi
एहसास जो था दरमियाँ
क्या वक़्त ने सुलझा दिया
दिल की कड़ी बिखरी है या फिर
शाखों ने तिनका अपना लिया
अनजान दिल समझे ज़रा
ये उलझनें इन पलों की
ये रंगतें शामों में संग तेरे
शायद कभी ना होगी
हाए ई ई ई शायद कभी ना होगी
हुई थी जब मोहब्बत
यूँ कहे हम पूरे हो गए
अभी भी वो मुकम्मल
और हम अधूरे रह गए
हुई थी जब मोहब्बत
यूँ कहे हम पूरे हो गए
अभी भी वो मुकम्मल
और हम अधूरे रह गए
शायद कभी ना होगी
हाए ई ई ई शायद कभी ना होगी
शायद कभी ना होगी
शायद कभी ना होगी
Shayad Lyrics in English
Ehsaas jo tha darmiyaan
Kya waqt ne suljha diya
Dil ki kadi bikhri hai ya phir
Saakhon ne tinka apna liya
Anjaan dil samjhe jara
Ye uljhane inn palon ki
Ye rangatein shamon mein sang tere
Shayad kabhi na hogi
Haaye ee ee shayad kabhi na hogi
Hui thi jab mohabbat
Yun kahe hum pure ho gaye
Abhi bhi wo mukammal
Aur hum Adhoore reh gaye
Hui thi jab mohabbat
Yun kahe hum pure ho gaye
Abhi bhi wo mukammal
Aur hum Adhoore reh gaye
Shayad kabhi na hogi
Haaye ee ee shayad kabhi na hogi
Shayad kabhi na hogi
Shayad kabhi na hogi
More Songs by Rekha Bhardwaj
7 songs- दरमियाँ Darmiyaan Lyrics In Hindi- Rekha Bhardwaj | Rekha Bhardwaj, Raghav Kaushik
- Woh Pehla Akshar Lyrics In Hindi – King, Rekha Bhardwaj | Raja Hindustani(2026)
- पान की दुकान Paan Ki Dukaan Lyrics in Hindi – O’Romeo'(2026)
- डार्लिंग Darling LyricsLyrics In Hindi- Usha Uthup, Rekha Bhardwaj | 7 Khoon Maaf(2011)
- केह दो ना Keh Do Na Lyrics in Hindi – Rekha Bhardwaj
- घागरा / Ghagra Lyrics in Hindi – Yeh Jawaani Hai Deewani





