Ghar Se Masjid Hai Bahut Door Lyrics In Hindi- Sonu Nigam | Tamanna(1998)

Ghar Se Masjid Hai Bahut Door Lyrics in Hindi: The song is sung by , and has music by while has written the Ghar Se Masjid Hai Bahut Door Lyrics.

Ghar Se Masjid Hai Bahut Door Song Details

📌 Song Title Ghar Se Masjid Hai Bahut Door
🎞️Album (1998)
🎤Singer Sonu Nigam
✍️Lyrics Nida Fazli
🎼Music Anu Malik
🏷️Music label
▶ See the music video of Ghar Se Masjid Hai Bahut Door Song on Shemaroo YouTube channel for your reference and song details.

Ghar Se Masjid Hai Bahut Door Lyrics

O…
Ghar se masjid hai bahut door chalo, yoon kar lein

Kisi rote hue bachche ko hansaayaa jaaye

Hamsafar koi to ho waqt ke viraane mein
Hamsafar  koi to ho waqt ke viraane mein
Sooni aankhon mein
Sooni aankhon mein
Koi khwaab sajaya jaye
Ghar se masjid hai bahut door chalo, yoon kar lein
Kisi rote hue bachche ko hansaayaa jaaye

Roshni ki bhi hifaazat hai ibadat ki tarah

Bujhte sooraj se
Bujhte sooraj se
Chaaraagon ko jalaya jaaye
Ghar se masjid hai bahut door chalo, yoon kar lein
Kisi rote hue bachche ko hansaayaa jaaye

Gam akela ho to saanson ko sataataa hai bahut

Dard ko dard ka
Dard ko dard ka
Hamdard banaya jaaye
Ghar se masjid hai bahut door chalo, yoon kar lein
Kisi rote hue bachche ko hansaayaa jaaye
Kisi rote hue bachche ko hansaayaa jaaye
Ghar se masjid hai bahut door chalo, yoon kar lein
Kisi rote hue bachche ko hansaayaa jaaye
O…

Written by:
Nida Fazli

घर से मस्जिद है बहुत दूर Lyrics in Hindi

ओ…
घर से मस्जिद है बहुत दूर चलो, यूँ कर लें

किसी रोते हुए बच्चे को हँसाया जाए

हमसफ़र कोई तो हो वक़्त के वीराने में
हमसफ़र कोई तो हो वक़्त के वीराने में
सूनी आँखों में
सूनी आँखों में
कोई ख़्वाब सजाया जाए
घर से मस्जिद है बहुत दूर चलो, यूँ कर लें
किसी रोते हुए बच्चे को हँसाया जाए

रौशनी की भी हिफ़ाज़त है इबादत की तरह
रौशनी की भी हिफ़ाज़त है इबादत की तरह
बुझते सूरज से
बुझते सूरज से
चराग़ों को जलाया जाए
घर से मस्जिद है बहुत दूर चलो, यूँ कर लें
किसी रोते हुए बच्चे को हँसाया जाए

ग़म अकेला हो तो साँसों को सताता है बहुत
ग़म अकेला हो तो साँसों को सताता है बहुत
दर्द को दर्द का
दर्द को दर्द का
हमदर्द बनाया जाए
घर से मस्जिद है बहुत दूर चलो, यूँ कर लें
किसी रोते हुए बच्चे को हँसाया जाए
किसी रोते हुए बच्चे को हँसाया जाए
घर से मस्जिद है बहुत दूर चलो, यूँ कर लें
किसी रोते हुए बच्चे को हँसाया जाए
ओ…

Written by:
Nida Fazli

Leave a Comment

टॉम क्रूज ने फिर उठाया जान का खतरा, प्लेन से लटककर किया स्टंट, वायरल हुईं तस्वीरें अनंत अंबानी की शादी से पहले छाए नीता अंबानी की ये 7 तस्वीरें Paudi Paudi Chadta Ja Lyrics – Lata Mangeshkar