This song from album Himesh Ke Dil Se Ho Ke Dekho Tum Kabhi is sung by Nihal Tauro. The song is written and music given by Himesh Reshammiya.
Ho Ke Dekho Tum Kabhi Humaare song Details
| Song Title | Ho Ke Dekho Tum Kabhi Humaare |
| Album | Himesh Ke Dil Se (2023) |
| Singer | Nihal Tauro |
| Lyrics | Himesh Reshammiya |
| Music | Himesh Reshammiya |
| Music Label | Himesh Reshammiya Melodies |
Ho Ke Dekho Tum Kabhi Humaare Lyrics in Hindi
आशिकों की परवाह करना बहुत जरूरी है
आशिकी के बिना मोहब्बत की दास्तान अधूरी है
हो के देखो तुम कभी हमारे भी
हो के देखो तुम कभी हमारे भी
दिल में चाहत
जागेगी कभी तुम्हारे भी
हो के देखो तुम कभी हमारे भी
हो के देखो तुम कभी हमारे भी
राब्ता मंजिलें दिललगी बंदगी
आशिकी बेखुदी मौसिकी तिश्नगी
ये सब हो जाएंगे तुम्हारी जिंदगी
हो के देखो तुम कभी हमारे भी
दिल में चाहत
जागेगी कभी तुम्हारे भी
हो के देखो तुम कभी हमारे भी
महफिलों की सफा
तुम महकती हवा
तुम हो जन्नत मेरी
तुम हो रब की दुआ
तुमको प्यार करेंगे हद से ज्यादा
हो के देखो तुम कभी हमारे भी
दिल में चाहत
जागेगी कभी तुम्हारे भी
हो के देखो तुम कभी हमारे भी
हो के देखो तुम कभी हमारे भी
Ho Ke Dekho Tum Kabhi Humaare Lyrics in English
Aashiqon ki parwah karna bahut jaruri hai
Aashiqui ke bina mohabbat ki dastan adhuri hai
Ho ke dekho tum kabhi humaare bhi
Ho ke dekho tum kabhi humaare bhi
Dil mein chahat
Jagegi kabhi tumhare bhi
Ho ke dekho tum kabhi humaare bhi
Ho ke dekho tum kabhi humaare bhi
Raabta manjilein dillagi bandagi
Aashiqui bekhudi mausiqui tishnagi
Ye sab ho jayenge tumhari zindagi
Ho ke dekho tum kabhi humaare bhi
Dil mein chahat
Jagegi kabhi tumhare bhi
Ho ke dekho tum kabhi humaare bhi
Mehfilon ki safa
Tum mehekti hawa
Tum ho jannat meri
Tum ho rab ki dua
Tumko pyaar karenge had se jyada
Ho ke dekho tum kabhi humaare bhi
Dil mein chahat
Jagegi kabhi tumhare bhi
Ho ke dekho tum kabhi humaare bhi
Ho ke dekho tum kabhi humaare bhi
More Songs by Nihal Tauro
7 songs- यह प्रेम मोल लिया Yeh Prem Mol Liya (Title Track) Lyrics In Hindi – Shreya Ghoshal | Shreya Ghoshal, Nihal Tauro
- चाँद देख लेना Chand Dekh Lena Lyrics in Hindi – Maatrubhumi(2026)
- तेरा मेरा Terra Merra Lyrics in Hindi – Nihal Tauro & Shekinah Mukhiya
- तू बिछड़े तो Tu Bichhde Toh Lyrics in Hindi – Raksha Bandhan
- BAARISHEIN LYRICS – Nihal Tauro | LyricsGaon
- TERE SAATH HOON MAIN LYRICS – Nihal Tauro | Raksha Bandhan





