Is Duniya Mein Prem Granth Song Details
| 📌 Song Title | Is Duniya Mein Prem Granth |
| 🎞️ Album | Prem Granth(1996) |
| 🎤 Singer | Vinod Rathod,Alka Yagnik |
| ✍️Lyrics | Anand Bakshi |
| 🎼 Music | Laxmikant- Pyarelal |
| 🏷️Music Label | Saregama |
|
▶ See the music video of Is Duniya Mein Prem Granth Song on Saregama YouTube channel for your reference and song details. |
इस दुनिया में प्रेम ग्रन्थ Lyrics In Hindi
इस दुनिया में प्रेम ग्रन्थ जब लिखा जायेगा
तेरा मेरा नाम सबसे ऊपर आयेगा
इस दुनिया में प्रेम ग्रन्थ…
बंद कली से फूल बनी मैं
आज पिया ने अंग लगाया
गोरी के गोरे मुखड़े पर
प्रेम ने अपना रंग लगाया
अब मैं सजनी, तू मेरा साजन कहलायेगा
इस दुनिया में प्रेम ग्रन्थ…
एक अनोखी अनजानी सी
मेरे मन में प्यास जगी है
बाहर है फूलों का मौसम
दिल के अन्दर आग लगी है
अपने प्यार का सावन अब ये आग बुझाएगा
इस दुनिया में प्रेम ग्रन्थ…
रोक सके तो रोक ले दुनिया
रुकने वाली बात नहीं है
ये कोई तूफ़ान नहीं है
ये कोई बरसात नहीं है
ये है प्यार का जादू, ये जादू चल जायेगा
इस दुनिया में प्रेम ग्रन्थ
Is Duniya Mein Prem Granth Lyrics In Emglish
Aa aa aa aa…
Ho o o o o o….aa aa aa…
Prem granth, prem granth
Iss duniya mein prem granth
Jab likha jaayega
Iss duniya mein
Iss duniya mein prem granth
Jab likha jaayega
Tera mera ho o o o
Tera mera ho o o o
Tera mera naam sabse upar aayega
Iss duniya mein prem granth
Jab likha jaayega
Iss duniya mein prem granth
Jab likha jaayega
Tera mera ho o o o
Tera mera ho o o o
Tera mera naam sabse upar aayega
Iss duniya mein prem granth
Jab likha jaayega
Iss duniya mein
Band kali se phul bani main
Band kali se phul bani main
Aaj piya ne ang lagaaya
Gori ke kore mukhade par
Prem ne apana rang lagaaya
Abb main sajani tu
Mera saajan kehlaayega
Iss duniya mein prem granth
Jab likha jaayega
Iss duniya mein prem granth
Jab likha jaayega
Ek anokhi anjaani si
Ek anokhi anjaani si mere
Mann mein pyaas jagi hai
Baahar hai phulon ka mausam
Dil ke andar aag lagi hai
Apane pyaar ka saawan abb
Yeh aag bujhaayega
Iss duniya mein prem granth
Jab likha jaayega
Iss duniya mein prem granth
Jab likha jaayega
Rok sake toh rok le duniya
Rok sake toh rok le duniya
Rukane waali baat nahi hai
Yeh koyi tufaan nahi hai,
Yeh koyi barsaat nahi hai
Yeh hai pyaar ka jaadu
Yeh jaadu chal jaayega
Iss duniya mein prem granth
Jab likha jaayega
Iss duniya mein prem granth
Jab likha jaayega
Ha tera mera ho o o tera mera ho o o
Tera mera naam sabse upar aayega
Iss duniya mein prem granth
Jab likha jaayega
Iss duniya mein prem granth
Jab likha jaayega
Iss duniya mein prem granth
Jab likha jaayega
Prem granth, prem granth,
Prem granth, prem granth
More Songs by Alka Yagnik
124 songs- राणा जी Rana Ji 2.0 Lyrics In Hindi – Arun, Alka Yagnik
- आँखों से तूने Aankhon Se Tune 2.0 Lyrics in Hindi – Bhai Tera Star Hai (2026)
- अपना चेहरा दिखा Apna Chehra Dikha Lyrics in Hindi – Alka Yagnik & The Rish
- लड़की बड़ी अंजानी है Ladki Badi Anjani Hai Lyrics In Hindi-Kuch Kuch Hota Hai
- हमको हुआ है प्यार Humko Hua Hai Pyar Lyrics In Hindi – Sainik(1993)
- बाबुल का घर छोड़ के Babul Ka Ghar Chhod Ke Lyrics In Hindi– Sainik (1993)
More Songs by Vinod Rathod
8 songs- खल नायक हूँ मैं Khal Nayak Hoon Main Lyrics In Hindi – Khal Nayak
- पहले मेरी आँखों Pehle Meri Aankhon Lyrics in Hindi – Elaan(1994)
- Ladki Pata Le Babua Lyrics In Hindi – Vinod Rathod, Alka Yagnik | Chhote Sarkar(1996)
- दिल लेने की रुत आयी Dil Dene Ki Rut Aayi Lyrics in Hindi – Prem Granth
- Dil Dene Ki Ruth Lyrics In Hindi-Prem Granth(1996)-Alka Yagnik, Vinod Rathod





