Ishq Ki Umar Lyrics in Hindi sung by Papon from the movie Vadh 2. This song is written by Kumaar and the music is composed by Rochak Kohli. Music label Luv Films.
Ishq Ki Umar Song Details
| 📌Song Title | Ishq Ki Umar |
| 🎞️Album | Vadh 2(2026) |
| 🎤Singer | Papon |
| ✍️Lyrics | Kumaar |
| 🎼Music | Rochak Kohli |
| 🏷️Music Label | Luv Films |
| ▶ See the music video of Ishq Ki Umar Song on Luv Films YouTube channel for your reference and song details. |
Ishq Ki Umar Lyrics in Hindi – Kumaar
डरने लगी है ये नज़र
न जाए दिल फिसल कहीं
ग़लती से तुमको देख करचेहरे पे ये जो शर्म है
है मेरे इश्क़ का सबर
न जाए दिल फिसल कहीं
ग़लती से तुमको देख करये मेरे हक़ की शाम है
इस पे तेरा ही नाम है
पहुँचे जहाँ है आज वो
ख़ूबसूरत मकाम है
यहीं पे वक़्त को मैं रोक लूँ
कह दो तुम जो अगर
लो आई इश्क़ की उम्र
तेरी हवा में बहने लगा हूँ
आँखों से लफ़्ज़ों को कहने लगा हूँ
अब कुछ दिनों से घर छोड़ के मैं
तेरे ख़यालों में रहने लगा हूँ
बाहों की अपनी हो चार दीवारी
बस इतनी सी ही थी ख़्वाहिश हमारी
दिल बेसुकून थे, बेचैन थे हम
आके यहाँ हो ख़त्म बेकरारी
ये मेरे हक़ की शाम है
इस पे तेरा ही नाम है
पहुँचे जहाँ है आज हम
ख़ूबसूरत मकाम है
यहीं पे वक़्त को मैं रोक लूँ
कह दो तुम जो अगर
लो आई इश्क़ की उम्र
डरने लगी है ये नज़र
न जाए दिल फिसल कहीं
ग़लती से तुमको देख कर
लो आई इश्क़ की उम्र
Ishq Ki Umar Lyrics in English
Darne lagi hai ye nazar
Na jaaye dil phisal kahi
Galti se tumko dekh kar
Chehre pe ye jo sharm hai
Hai mere ishq ka sabar
Na jaaye dil phisal kahi
Galti se tumko dekh kar
Ye mere haq ki shaam hai
Ispe tera hi naam hai
Pahuche jahan hai aaj wo
Khoobsurat makaam hai
Yahi pe waqt ko main rok lun
Keh do tum jo agar
Lo aayi ishq ki umar
Teri hawa mein behne laga hun
Aankhon se labzon ko kehne laga hun
Ab kuchh dino se ghar chhod ke main
Tere khyaalon mein rehne laga hun
Baahon ki apni ho chaar diwari
Bas itni si hi thi khwaish humari
Dil besukoon the bechain the hum
Aake yahaan ho khatam bekaraari
Ye mere haq ki shaam hai
Ispe tera hi naam hai
Pahuche jahan hai aaj hum
Khoobsurat makaam hai
Yahi pe waqt ko main rok lun
Keh do tum jo agar
Lo aayi ishq ki umar
Darne lagi hai ye nazar
Na jaaye dil phisal kahi
Galti se tumko dekh kar
Lo aayi ishq ki umar





