Jaaneman Jaaneman Song Details
📌 Song Title | Jaaneman Jaaneman |
🎞️Album | Jaaneman |
🎤 Singer | Kishor Kumar |
✍️Lyrics | Anand Bakshi |
🎼 Music | Laxmikant -Pyarelal |
🏷️Music Label | Saregama Music |
▶ See the music video of Jaaneman Jaaneman Song on Saregama Music YouTube channel for your reference and song details. |
Jaaneman Jaaneman Lyrics in Hindi
जानेमन जानेमन
जानेमन जानेमन हम हम
जानेमन जानेमन
जानेमन किसी का नाम नहीं
फिर भी ये नाम होठों पे ना हो
ऐसी कोई सुबह नहीं शाम नहीं
जानेमन जानेमन
जानेमन जानेमन
मैंने सिर्फ़ ख़्यालों से
ख्वाबों की सेज़ सजाई है
दिल की ख़ाली दीवारों पर
इक तस्वीर बनाई है
मैंने सिर्फ़ ख़्यालों से
ख्वाबों की सेज़ सजाई है
दिल की ख़ाली दीवारों पर
इक तस्वीर बनाई है
तस्वीरों पे मरता हूँ
वक़्त गुज़ारा करता हूँ
मैं मेहबूब की गलियों का
कोई आशिक़ बदनाम नहीं
जानेमन जानेमन
जानेमन जानेमन
कल की बात ख़ुदा जाने
पर आज तलक वो बात नहीं
दिल पर बादल छाए हैं
पर आँखों में बरसात नहीं
कैसा मैं दीवाना हूँ
ऐसा मैं मस्ताना हूँ
प्यास तो है इन होठों पर
लेकिन हाथों में जाम नहीं
जानेमन जानेमन
जानेमन जानेमन
जानेमन किसी का नाम नहीं
फिर भी ये नाम होठों पे ना हो
ऐसी कोई सुबह नहीं शाम नहीं
जानेमन जानेमन
जानेमन जानेमन
आँखों आँखों में दिल का
पैग़ाम तुझे मैं देता हूँ
आ जानेमन, जानेमन का
नाम तुझे मैं देता हूँ
आँखों आँखों में दिल का
पैग़ाम तुझे मैं देता हूँ
आ जानेमन, जानेमन का
नाम तुझे मैं देता हूँ
तुझसे मोहब्बत करता हूँ
और कहूँ क्या डरता हूँ
मैं तेरी तारीफ़ करूँ
ये मेरे बस का काम नहीं
जानेमन जानेमन
जानेमन जानेमन
जानेमन जानेमन
जानेमन जानेमन
जान के अपने जी से अपनी
जान जुदा कर बैठा हूँ
है मजबूरी बेबस होकर
देख मैं क्या कर बैठा हूँ
जान के अपने जी से अपनी
जान जुदा कर बैठा हूँ
है मजबूरी बेबस होकर
देख मैं क्या कर बैठा हूँ
दिल पे चोट जो खाई है
ठोकर आप लगाई है
प्यार मोहब्बत है इक सज़ा
हाँ ये कोई इनाम नहीं
जानेमन जानेमन
जानेमन जानेमन
Jaaneman Jaaneman Lyrics in English
Jaaneman jaaneman
Jaaneman jaaneman hmm hmm
Jaaneman jaaneman
Jaaneman kisi ka naam nahi
Phir bhi yeh naam hothon pe na ho
Aisi koyi subah nahi shaam nahi
Jaaneman jaaneman
Jaaneman jaaneman
Maine sirf khayalon se
Khwaabon ki sej sajayi hai
Dil ki khaali deewaron par
Ik tasveer banayi hai
Maine sirf khayalon se
Khwaabon ki sej sajayi hai
Dil ki khaali deewaron par
Ik tasveer banayi hai
Tasveeron pe marta hoon
Waqt guzara karta hoon
Main mehboob ki galiyon ka
Koyi aashiq badnaam nahi
Jaaneman jaaneman
Jaaneman jaaneman
Kal ki baat khuda jaane
Par aaj talak woh baat nahi
Kal ki baat khuda jaane
Par aaj talak woh baat nahi
Dil par baadal chhaye hain
Par aankhon mein barsaat nahi
Kaisa main deewana hoon
Aisa main mastana hoon
Pyaas to hai in hothon par
Lekin hathon mein jaam nahi
Jaaneman jaaneman
Jaaneman jaaneman
Jaaneman kisi ka naam nahi
Phir bhi yeh naam hothon pe na ho
Aisi koyi subah nahi shaam nahi
Jaaneman jaaneman
Jaaneman jaaneman
Aankhon aankhon mein dil ka
Paigaam tujhe main deta hoon
Aa jaaneman, jaaneman ka
Naam tujhe main deta hoon
Aankhon aankhon mein dil ka
Paigaam tujhe main deta hoon
Aa jaaneman, jaaneman ka
Naam tujhe main deta hoon
Tujhse mohabbat karta hoon
Aur kahun kya darta hoon
Main teri tareef karun
Yeh mere bas ka kaam nahi
Jaaneman jaaneman
Jaaneman jaaneman
Jaaneman jaaneman
Jaaneman jaaneman
Jaan ke apne jee se apni
Jaan juda kar baitha hoon
Hai majboori bebas hokar
Dekh main kya kar baitha hoon
Jaan ke apne jee se apni
Jaan juda kar baitha hoon
Hai majboori bebas hokar
Dekh main kya kar baitha hoon
Dil pe chot jo khayi hai
Thokar aap lagayi hai
Pyaar mohabbat hai ik saza
Haan yeh koyi inaam nahi
Jaaneman jaaneman
Jaaneman jaaneman