Jab Tak Maine Samjha Jeevan Kya Hai Lyrics from Bheegi Palkein is a Hindi song sung by Kishore Kumar and the music is given by Jugal Kishore, Tilak Raj. Song lyrics are written by M. G. Hashmat. Bheegi Palkein is a 1982 Hindi movie starring Raj Babbar, Smita Patil, and Dina Pathak.
Jab Tak Maine Samjha Jeevan Kya Hai Song Detail
📌 Song Title | Jab Tak Maine Samjha Jeevan Kya Hai |
🎞️Album | Bheegi Palkein (1982) |
🎤 Singer | Kishore Kumar |
🎼 Music | Jugal Kishore, Tilak Raj |
✍️Lyrics | M. G. Hashmat |
Star Cast | Raj Babbar, Smita Patil, Dina Pathak etc. |
▶ See the music video of Jab Tak Maine Samjha Jeevan Kya Hai on YouTube for your reference and song details. |
Jab Tak Maine Samjha Jeevan Kya Hai Lyrics
Jab tak maine samjha jeevan kya hai
Jeevan beet gaya, jeevan beet gaya
Jab tak maine samjha jeevan kya hai
Jeevan beet gaya, jeevan beet gaya
Khushiyon ke har phool se maine
Gham ka haar piroya
Pyaar tamanna thi jeevan ki
Pyaar ko paake khoya
Apnon se khud tod ke naata
Apnepan ko roya, apnepan ko roya
Jab tak maine samjha apna kya hai
Sapna toot gaya, sapna toot gaya
Jab tak maine samjha jeevan kya hai
Jeevan beet gaya, jeevan beet gaya
Jeevan ke kis mod pe aake
Door huye woh dil se
Aandhi samay ki uda ke le gayi
Mere nasheman ke tinke
Vaade karke pyaar wafa ke
Bichhde sathi mil ke
Bichhde sathi mil ke
Jab tak maine samjha sath kya hai
Sathi chhoot gaya, sathi chhoot gaya
Jab tak maine samjha jeevan kya hai
Jeevan beet gaya, jeevan beet gaya
Toote rishte yaad mein unki
Kyon bheegi hain palkein
Toote rishte yaad mein unki
Kyon bheegi hain palkein
Bikhre bikhre dil ke tukde
Unki khatir tadpein
Pyasi aankhein pee jayein aansu
Aankhon se na chhalkein
Aankhon se na chhalkein
Jab tak maine samjha aansu kya hai
Daaman bheeg gaya, daaman bheeg gaya
Jab tak maine samjha jeevan kya hai
Jeevan beet gaya, jeevan beet gaya
Jab Tak Maine Samjha Jeevan Kya Hai Lyrics in Hindi
जब तक मैंने समझा जीवन क्या है
जीवन बीत गया, जीवन बीत गया
खुशियों के हर फूल से मैंने
ग़म का हार पिरोया
प्यार तमन्ना थी जीवन की
प्यार को पाके खोया
अपनों से खुद तोड़ के नाता
अपनेपन को रोया, अपनेपन को रोया
जब तक मैंने समझा अपना क्या है
सपना टूट गया, सपना टूट गया
जब तक मैंने समझा जीवन क्या है
जीवन बीत गया, जीवन बीत गया
जीवन के किस मोड़ पे आके
दूर हुए वो दिल से
आंधी समय की उड़ा के ले गई
मेरे नशेमन के तिनके
वादे करके प्यार वफ़ा के
बिछड़े साथी मिल के
बिछड़े साथी मिल के
जब तक मैंने समझा साथ क्या है
साथी छूट गया, साथी छूट गया
जब तक मैंने समझा जीवन क्या है
जीवन बीत गया, जीवन बीत गया
तूटे रिश्ते याद में उनकी
क्यों भीगी हैं पलकें
तूटे रिश्ते याद में उनकी
क्यों भीगी हैं पलकें
बिखरे बिखरे दिल के टुकड़े
उनकी खातिर तड़पें
प्यासी आंखें पी जाएं आंसू
आँखों से न छलकें
आँखों से न छलकें
जब तक मैंने समझा आंसू क्या है
दामन भीग गया, दामन भीग गया
जब तक मैंने समझा जीवन क्या है
जीवन बीत गया, जीवन बीत गया