Maang Loonga Main Tujhe Song Details
| 📌 Song Title | Maang loonga Main Tujhe |
| 🎞️Album | Romance(1983) |
| 🎤Singer | Lata Mangeshkar,Amit Kumar |
| ✍️Lyrics | Anand Bakshi |
| 🎼 Music | R D Burman |
| 🏷️Music Label | Tips Official |
|
▶ See the music video of Maang loongaa Main Tujhe Song on Tips Official YouTube channel for your reference and song details. |
Maang Loonga Main Tujhe Lyrics In English
Maang loongaa main tuje taqadeer se
are ji nahin bharta teri tasviir se
Maang loongaa main tuje taqadeer se
are ji nahin bharta teri tasviir se
Maang loongee main tuje taqadeer se
o ji nahin bharta teri taharir se
yoon dhadkta hai kayi raaton se dil
bas gaya samajho mere haathon se dil
kya bhare khat kii mulaaqaaton se dil
kaise bahakaauun teri baton se dil
kya kahoon main is dil-e-bepir se
are ji nahin bharta teri tasviir se
maang loongee main tuje taqadeer se
o ji nahin bharta teri taharir se
har sitam manzur hai vaise muje
naam bhuulegaa tera kaise mujhe
yaad aatee hai teri aise muje
tune itanee door se jaise muje
band rakhaa hai kisi janzir se
o ji nahin bharta teri taharir se
maang loongaa main tuje taqadeer se
are ji nahin bharta teri tasviir se
tere-mere shahar kee ye dooriyaan
hamane shaamo-sahar kii ye dooriyaan
hai qayamat qahar kii ye dooriyaan
haae aathon pahar kii ye dooriyaan
kab milenge ham kisi tadbir se
o ji nahin bharta teri taharir se
maang loongaa main tuje taqadeer se
are ji nahin bharta teri tasviir se
More Songs by Amit Kumar
8 songs- रंग दइये लाल वे Rang De Lal (Oye Oye) Lyrics In Hindi – Jasmine Sandlas, Afsana Khan, Amit Kumar, Reble | Dhurandhar The Revenge(2026)
- मैं जिस दिन भुला दूँ तेरा प्यार Main Jis Din Bhula Doon Tera Pyar Lyrics In Hindi – Police Public
- जाओ तुम चाहे जहाँ Jao Tum Chahe Jahan Lyrics In Hindi- Narshimha (1991) | Amit Kumar & Alka Yagnik
- Ladki Ho Ladki Lyrics In Hindi – Saboot
- Golmaal Hai Bhai Sab Golmaal Hai Lyrics – Title Song
- GUS GAYA KHATMAL KURTE MEIN LYRICS – Amit Kumar, Poornima | Ganga Ki Kasam (1999)
More Songs by Lata Mangeshkar
151 songs- दिल तो पागल है Dil To Pagal Hai Lyrics In Hindi-Dil To Pagal Hai (1997),Lata Mangeshkar & Udit Narayan
- चाँद ने कुछ कहा Chand Ne Kuch Kaha Lyrics In Hindi – Dil To Pagal Hai(1997)
- भोली सी सूरत Bholi Si Surat Lyrics In Hindi- Dil To Pagal Hai (1997)
- कोरा कागज़ था ये मन मेरा Kora Kagaz Tha Ye Man Mera Lyrics In Hindi – Aradhana (1969)
- नैनो को बातें करने दो Naino Ko Baatein Karne Do Lyrics in Hindi – Elaan(1994)




