Main Toh Nahi Haiwaan Lyrics in Hindi from album Haiwaan: The song is sung by Raghav Chaitanya, and has music by Pritam while Kumaar has written the Main Toh Nahi Haiwaan lyrics for Haiwaan.
Main Toh Nahi Haiwaan Song Details
| Song Title | Main Toh Nahi Haiwaan |
| 🎤Singer | Raghav Chaitanya |
| ✍️ Lyrics | Kumaar |
| 🎼 Music | Pritam |
| 🏷️Music Label | Zee Music Company |
| See the music video of Main Toh Nahi Haiwaan Song on Play Zee Music Company channelfor your reference and song details. |
Main Toh Nahi Haiwaan Lyrics In English
Main bura nahi hu
Hai bura zamana
Khamkha zulm ka
Main bana nishaana
Ho hai jo ye bagawat
Zakhm hai purana
Jis ne aahg di hai
Hai use jalana
Mere sar pe sau ilzam magar
Hai gawah mera aasman
Main toh nahi haiwaan
Main toh nahi haiwaan
Main toh nahi haiwaan
Haiwaan haiwaan
Ye wajood mera
Dard se bana hai
Maaf hai mujhe toh
Jitne bhi gunaah hai
Ab rahem ki dil mein
Na koi jagah hai
Tumko dard dena
Ab meri dawa hai
Main nahi hu woh
Bekasooron ki
Bewajah hi jo lele jaan
Main toh nahi haiwaan
Main toh nahi haiwaan
Main toh nahi haiwaan
Haiwaan haiwaan
Written by:
Kumaar
मैं तो नहीं हैवान Lyrics In Hindi
मैं बुरा नहीं हूँ
है बुरा ज़माना
ख़ामख़ा ज़ुल्म का
मैं बना निशाना
हो है जो ये बगावत
ज़ख़्म है पुराना
जिस ने आग दी है
है उसे जलाना
मेरे सर पे सौ इल्ज़ाम मगर
है गवाह मेरा आसमान
मैं तो नहीं हैवान
मैं तो नहीं हैवान
मैं तो नहीं हैवान
हैवान हैवान
ये वजूद मेरा
दर्द से बना है
माफ़ है मुझे तो
जितने भी गुनाह हैं
अब रहम की दिल में
ना कोई जगह है
तुमको दर्द देना
अब मेरी दवा है
मैं नहीं हूँ वो
बेकसूरों की
बेवजह ही जो ले ले जान
मैं तो नहीं हैवान
मैं तो नहीं हैवान
मैं तो नहीं हैवान
हैवान हैवान
Written by:
Kumaar





