Vandana Ke inn swaro me ek swar mera mila lo
Vandana ke in swaron mein
Ek swar mera mila lo
Vandini maa ko na bhoolo
Raag mein jab matt jhoolo
Archana ke ratnakan mein
Ek kan mera mila lo
Vandana ke in swaron mein
Ek swar mera mila lo
Lobh mein na grast hoon
Bhed se na trast hoon
Sadhana aroodh pag mein
Ek pag mera mila lo
Vandana ke in swaron mein
Ek swar mera mila lo
Bhog mein anurakti chhodu
Yog unmukh vriti modu
Prabhu samarpit in manon mein
Ek mera man mila lo
Vandana ke in swaron mein
Ek swar mera mila lo
Har dukhi ki peed harne
Ya patan ko door karne
Shresht seva rath karm mein
Ek rath mera mila lo
Vandana ke in swaron mein
Ek swar mera mila lo
Jab hriday ka taar bole
Shrinkhala ke band khole
Hon jahan bali sheesh aganit
Ek sir mera mila lo
Vandana ke in swaron mein
Ek swar mera mila lo
वंदना के इन स्वरों में एक स्वर मेरा मिला लो लिरिक्स
वंदना के इन स्वरों में
एक स्वर मेरा मिला लो
वंदिनी माँ को न भूलो
राग में जब मत्त झूलो
अर्चना के रत्नकण में
एक कण मेरा मिला लो
वंदना के इन स्वरों में
एक स्वर मेरा मिला लो
लोभ में न ग्रस्त होऊं
भेद से न ट्रस्त होऊं
साधना आरूढ़ पग में
एक पग मेरा मिला लो
वंदना के इन स्वरों में
एक स्वर मेरा मिला लो
भोग में अनुरक्ति छोडूं
योग उन्मुख वृति मोडूं
प्रभु समर्पित इन मनो में
एक मेरा मन मिला लो
वंदना के इन स्वरों में
एक स्वर मेरा मिला लो
हर दुखी की पीड हरने
या पतन को दूर करने
श्रेष्ट सेवा रथ कर्म में
एक रथ मेरा मिला लो
वंदना के इन स्वरों में
एक स्वर मेरा मिला लो
जब हृदय का तार बोले
शृंखला के बंद खोले
हों जहाँ बलि शीश अगणित
एक सिर मेरा मिला लो
वंदना के इन स्वरों में
एक स्वर मेरा मिला लो